Rehnuma logoRehnuma

Biology Tutor Online: Class 9 se 12 (Matric aur FSc) aur MDCAT

Rehnuma Pakistani students ke liye ek AI tutor website hai, jise Javeria Maqsood ne banaya hai. Biology mein jahan bhi atak jayein, sawal likhein ya kitab/copy ki photo bhejein. Aap ka tutor: Mam Fiza. Jawab English, Urdu ya Roman Urdu mein, aap ki chuni hui zubaan mein aata hai.

Rehnuma kholein: 5 sawal free

Biology ke kin topics mein madad milti hai

Class 9 se 12 (Matric aur FSc) aur MDCAT. Neeche kuch aam topics hain (aap koi bhi topic pooch sakti hain):

Aap ye sawal pooch sakti hain

Rehnuma kaise madad karta hai

Abhi try karein

Aksar poochhe jane wale sawal

Kya diagrams samjhane mein madad milti hai?

Tutor diagram ko alfaaz mein samjhata hai aur yaad rakhne ke tareeqe (mnemonics) bhi deta hai. Aap kitab ke diagram ki photo bhej kar bhi poochh sakti hain.

Kya MDCAT ki biology ke liye bhi use ho sakta hai?

Ji. Concept samajhne ke liye aur MCQs practice karne ke liye, dono ke liye.

Rehnuma kitne ka hai?

Signup ke baad 5 sawal free hain. Phir Premium plan lena hota hai (1 mahina, 3 mahine ya 1 saal), jis ki payment JazzCash se hoti hai.

Kya Rehnuma mere ustad ki jagah le sakta hai?

Nahi. Ye parhai mein madad deta hai: sawal samjhata hai aur practice karwata hai. School ya academy ka ustad apni jagah zaroori hai.

Doosre subjects aur entry tests