Rehnuma logoRehnuma

Urdu Tutor Online: Class 1 se 12

Rehnuma Pakistani students ke liye ek AI tutor website hai, jise Javeria Maqsood ne banaya hai. Urdu mein jahan bhi atak jayein, sawal likhein ya kitab/copy ki photo bhejein. Aap ka tutor: Mam Ayesha. Jawab English, Urdu ya Roman Urdu mein, aap ki chuni hui zubaan mein aata hai.

Rehnuma kholein: 5 sawal free

Urdu ke kin topics mein madad milti hai

Class 1 se 12. Neeche kuch aam topics hain (aap koi bhi topic pooch sakti hain):

Aap ye sawal pooch sakti hain

Rehnuma kaise madad karta hai

Abhi try karein

Aksar poochhe jane wale sawal

Kya Urdu mein jawab milta hai?

Ji. Aap Urdu (Nastaliq) ya Roman Urdu chun sakti hain, aur jawab usi mein aata hai.

Kya mazmoon likhne mein madad milti hai?

Ji. Tutor mazmoon ka khaka, ahem nukte aur likhne ka tareeqa batata hai.

Rehnuma kitne ka hai?

Signup ke baad 5 sawal free hain. Phir Premium plan lena hota hai (1 mahina, 3 mahine ya 1 saal), jis ki payment JazzCash se hoti hai.

Kya Rehnuma mere ustad ki jagah le sakta hai?

Nahi. Ye parhai mein madad deta hai: sawal samjhata hai aur practice karwata hai. School ya academy ka ustad apni jagah zaroori hai.

Doosre subjects aur entry tests