Rehnuma logoRehnuma

English Tutor Online: Class 1 se 12

Rehnuma Pakistani students ke liye ek AI tutor website hai, jise Javeria Maqsood ne banaya hai. English mein jahan bhi atak jayein, sawal likhein ya kitab/copy ki photo bhejein. Aap ka tutor: Mam Maryam. Jawab English, Urdu ya Roman Urdu mein, aap ki chuni hui zubaan mein aata hai.

Rehnuma kholein: 5 sawal free

English ke kin topics mein madad milti hai

Class 1 se 12. Neeche kuch aam topics hain (aap koi bhi topic pooch sakti hain):

Aap ye sawal pooch sakti hain

Rehnuma kaise madad karta hai

Abhi try karein

Aksar poochhe jane wale sawal

Kya meri likhai check kar ke ghaltiyan bata deta hai?

Ji. Aap apni application ya essay likhein, tutor grammar aur likhne ke andaaz mein behtari ke mashware deta hai.

Kya Urdu mein samjha sakta hai?

Ji. English ke qawaid Urdu ya Roman Urdu mein samjhaye ja sakte hain.

Rehnuma kitne ka hai?

Signup ke baad 5 sawal free hain. Phir Premium plan lena hota hai (1 mahina, 3 mahine ya 1 saal), jis ki payment JazzCash se hoti hai.

Kya Rehnuma mere ustad ki jagah le sakta hai?

Nahi. Ye parhai mein madad deta hai: sawal samjhata hai aur practice karwata hai. School ya academy ka ustad apni jagah zaroori hai.

Doosre subjects aur entry tests