Rehnuma logoRehnuma

Islamiat Tutor Online: Class 1 se 12

Rehnuma Pakistani students ke liye ek AI tutor website hai, jise Javeria Maqsood ne banaya hai. Islamiat mein jahan bhi atak jayein, sawal likhein ya kitab/copy ki photo bhejein. Aap ka tutor: Mam Sara. Jawab English, Urdu ya Roman Urdu mein, aap ki chuni hui zubaan mein aata hai.

Rehnuma kholein: 5 sawal free

Islamiat ke kin topics mein madad milti hai

Class 1 se 12. Neeche kuch aam topics hain (aap koi bhi topic pooch sakti hain):

Aap ye sawal pooch sakti hain

Rehnuma kaise madad karta hai

Abhi try karein

Aksar poochhe jane wale sawal

Kya jawab mustanad hote hain?

Tutor ko adab aur ehtiyat ke sath jawab dene ke liye banaya gaya hai. Phir bhi AI ghalti kar sakta hai, is liye zaroori masail mein apni kitab ya kisi aalim se tasdeeq zaroor karein.

Kya imtihan ke liye mukhtasar jawab milte hain?

Ji. Aap mukhtasar ya tafseeli, jis tarah ka jawab chahein, maang sakti hain.

Rehnuma kitne ka hai?

Signup ke baad 5 sawal free hain. Phir Premium plan lena hota hai (1 mahina, 3 mahine ya 1 saal), jis ki payment JazzCash se hoti hai.

Kya Rehnuma mere ustad ki jagah le sakta hai?

Nahi. Ye parhai mein madad deta hai: sawal samjhata hai aur practice karwata hai. School ya academy ka ustad apni jagah zaroori hai.

Doosre subjects aur entry tests