Rehnuma logoRehnuma

Physics Tutor Online: Class 9 se 12 (Matric aur FSc)

Rehnuma Pakistani students ke liye ek AI tutor website hai, jise Javeria Maqsood ne banaya hai. Physics mein jahan bhi atak jayein, sawal likhein ya kitab/copy ki photo bhejein. Aap ka tutor: Mam Sana. Jawab English, Urdu ya Roman Urdu mein, aap ki chuni hui zubaan mein aata hai.

Rehnuma kholein: 5 sawal free

Physics ke kin topics mein madad milti hai

Class 9 se 12 (Matric aur FSc). Neeche kuch aam topics hain (aap koi bhi topic pooch sakti hain):

Aap ye sawal pooch sakti hain

Rehnuma kaise madad karta hai

Abhi try karein

Aksar poochhe jane wale sawal

Kya Rehnuma physics ke numericals step by step hal karta hai?

Ji haan. Aap sawal likhein ya kitab ki photo bhejein, tutor given, formula aur steps ke sath hal samjhata hai taake aap khud bhi hal kar saken.

Kya ye Urdu mein bhi samjha sakta hai?

Ji. Aap English, Urdu ya Roman Urdu mein se koi bhi zubaan chun sakti hain, aur jawab usi zubaan mein aata hai.

Rehnuma kitne ka hai?

Signup ke baad 5 sawal free hain. Phir Premium plan lena hota hai (1 mahina, 3 mahine ya 1 saal), jis ki payment JazzCash se hoti hai.

Kya Rehnuma mere ustad ki jagah le sakta hai?

Nahi. Ye parhai mein madad deta hai: sawal samjhata hai aur practice karwata hai. School ya academy ka ustad apni jagah zaroori hai.

Doosre subjects aur entry tests