Rehnuma logoRehnuma

MDCAT Preparation: AI Tutor ke sath tayyari

Rehnuma Pakistani students ke liye ek AI tutor website hai, jise Javeria Maqsood ne banaya hai. MDCAT Preparation mein jahan bhi atak jayein, sawal likhein ya kitab/copy ki photo bhejein. Aap ke tutors: Mam Fiza (Biology), Mam Sana (Physics), Mam Zainab (Chemistry). Jawab English, Urdu ya Roman Urdu mein, aap ki chuni hui zubaan mein aata hai.

Rehnuma kholein: 5 sawal free

MDCAT Preparation ke kin topics mein madad milti hai

MDCAT (Entry Test). Neeche kuch aam topics hain (aap koi bhi topic pooch sakti hain):

Aap ye sawal pooch sakti hain

Rehnuma kaise madad karta hai

Abhi try karein

Aksar poochhe jane wale sawal

Kya Rehnuma MDCAT ka official syllabus ya past papers deta hai?

Nahi. Rehnuma ek AI tutor hai jo concepts samjhata aur aap ke diye hue topic par MCQs banata hai. Official syllabus aur past papers PMC/NUMS ya apne board ki kitab se dekhein.

MCQs kaise practice hote hain?

Aap topic likhein, Rehnuma us par MCQs banata hai, aap hal karein, aur kamzor topics Progress page par nazar aate hain.

Rehnuma kitne ka hai?

Signup ke baad 5 sawal free hain. Phir Premium plan lena hota hai (1 mahina, 3 mahine ya 1 saal), jis ki payment JazzCash se hoti hai.

Kya Rehnuma mere ustad ki jagah le sakta hai?

Nahi. Ye parhai mein madad deta hai: sawal samjhata hai aur practice karwata hai. School ya academy ka ustad apni jagah zaroori hai.

Doosre subjects aur entry tests